Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

A.R.Rahman - Inn Lamhon Ke Daaman Mein (OST Jodhaa Akbar 2008) | Текст песни

Inn lamhoun ke daaman mein, paakeezah se risthey hain
-[Within the passage of these moments, reside some pure relations]

Koi kalima mohabbat ka, dohraate farishtey hain
-[The angels are repeating the prayers of love]

Khamosh si hai zameen, hairaan sa falaq hai
-[The Earth is silent, the sky is amazed]

Ek noor hi noor sa ab aasmaan talak hai
-[A kind of aura fills the sky]

Naghmein hi naghmein hain jaagti soti fizaaoun mein
-[There are poems in the ups and downs of the wind]

Husn hai saari adaaoun mein, ishq hai jaise hawaaon mein
-[There is beauty in every gesture, love is in the air]

Kaisa yeh ishq hia, kaisa yeh Khwaab hai
-[What kind of love is this? What kind of dream is this?]

Kaise jazbaat ka ummda sailaab hai
-[What kind of emotions have brought about this flood(of emotions)?]

Din badle, raatein badli, baatien badli
-[Days have changed, nights have changed, conversations have changed]

Jeene ke andaaz hi badle hai
-[The whole lifestyle has changed]

Inn lamhoun ke daaman mein, paakeezah se risthey hain
-[Within the passage of these moments, reside some pure relations]

Koi kalima mohabbat ka, dohraate farishtey hain
-[The angels are repeating the prayers of love]

Samay ne yeh kya kiya, badal di hai kaya
-[What has the time done, it has changed everything]

Tumhe maine paa liya, mujhe tumne paaya
-[I found(accepted) you, you found(accepted) me]

Mile dekho aise hain hum, ke do sur ho jaise maddham
-[We have come together in such a way, like two inter-twined melodies]

Koi zyada na koi kam kisi raag mein
-[Melodies that are not higher or lower(than each other) on any note]

Ke prem aag mein, jalte dono hi ke tan bhi hai man bhi
-[In the fire of love, burn both body and heart]

Mann bhi hai tann bhi, tann bhi hai mann bhi, mann bhi hai tann bhi
-[Both heart and body, body and heart, heart and body]

Mere khwaboun ke is gulistaan mein, tumse hi to bahaar chaayee hai
-[In my garden of dream, flowers have blossomed because of you]

Phooloun mein rang mere the lekin, inn mein khushboo tumhise aayi hai.
-[The flowers had my colors, but they have fragnance because of you]

Kyun hai yeh arzoo, kyun hai yeh joostujuu
-[Why do I have this desire? Why do I have this drive(motivation)?]

Kyun dil bechain hai, kyun dil betaab hai
-[Why is my heart restless? Why is my heart unpeaceful?]

Kyun hai yeh arzoo, kyun hai yeh joostujuu
-[Why do I have this desire? Why do I have this drive(motivation)?]

Kyun dil bechain hai, kyun dil betaab hai
-[Why is my heart restless? Why is my heart unpeaceful?]

Din badle, raatein badli, baatien badli
-[Days have changed, nights have changed, conversations have changed]

Jeene ke andaaz hi badle hai
-[The whole lifestyle has changed]

Inn lamhoun ke daaman mein, paakeezah se risthey hain
-[Within the passage of these moments, reside some pure relations]

Koi kalima mohabbat ka, dohraate farishtey hain
-[The angels are repeating the prayers of love]

Naghmein hi naghmein hain jaagti soti fizaaoun mein
-[There are poems in the ups and downs of the wind]

Husn hai saari adaaoun mein, ishq hai jaise hawaaon mein
-[There is beauty in every gesture, love is in the air]

Naghmein hi naghmein hain jaagti soti fizaaoun mein
-[There are poems in the ups and downs of the wind]

Husn hai saari adaaoun mein, ishq hai jaise hawaaon mein
-[There is beauty in every gesture, love is in the air]

Ishq hai jaise hawaaon mein
-[Love is in the air]

Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-