Betiyaan........
Betiyaan........
Betiyaan........
Ladke ki tarah ladki bhi
Muthhi baandh ke paida hoti hain
Ladke ki tarah ladki hi
Maa ki godh mein hasnti-roti hain
Dono ki kilkariyan
dono ka bachpan
Chanda mama se kahta hai
aaja mere aangan
Karti shetaniya
Dono ek jaisi
Karti manmaniya
Dono ek jaisi
Dada ki chhadi dadi
chashma todte hain
Dulhan jaisi
maa ka aanchal odhte hain
Bhukh lage toh rote hain
Lori sunkar sote hain
Aati hai dono ki jawani
Banati hain dono ki kahani
Dono kadam milakar chalte hain
Dono deepak banker jalte hain
Ladke ki tarah ladki bhi
Naam roshan karti hain
Kuch bhi nahin antar, phir kyon
janam se pehle mari jati hain
Jaanch sirf ling batata hai, bhavishya nahin
Ladka hi kyun, ladki kyun nahin
Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Bandana Sharma еще тексты
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1