Are aankh se boond gira koi Chingari ka tukda jala koi Umeed ko aag laga zara Sehra ki pyaas bujha zara
Umeed ko aag laga zara Sehra ki pyaas bujha zara Ghan itna baras ke galne lagoon Mein paani ke upar tarne lagoon
Behene de mujhe behene de mujhe Behene de mujhe behene de Ohhh Behene de mujhe behene de mujhe Behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata Behene de paani ki tarah Saagar mein jaa girna hai Behene de nadiyaan ki tarah
Shart lagi hai mar jaane ki Jeena hai toh pyaar mein Dil kahin bhi ho mera Jaan rakhi hai yaar mein Behja behja hai saagar ka kehna Behja behja hai nadiyaan ko behna
Patte se tapakti boond ki awaaz sunai di thi Nadiyaan mein tapak aur gum ho ja Beh gaya beh gaya jo reh gaya reh gaya Beh gaya beh gaya jo reh gaya reh gaya Behene de mujhe behene de mujhe Behene de mujhe behene de Ohhh Behene de mujhe behene de mujhe Behene de mujhe behene de Behene de ghangor ghata Behene de paani ki tarah Saagar mein jaa girna hai Behene de nadiyaan ki tarah
Mera pal pal ang ang bhar diya Tune jaan pe junoon saa kar diya Mera hai kya jo mein haar du Jaan teri hai tujh pe vaar du Doob gaye jo suna hai saare Tere dere aatey hai Dil ko chulu mein bechare Doobkiyan ghante khaate hain
Beh ja behja chal todh kinaare ko Behja behja dhar le majhdhaare ko
Chingari udha ke raakh se Ek boond gira ke aankh se Chalne ka ishaara kar gaya
Kar gaya kar gaya sab bhar gaya bhar gaya Kar gaya kar gaya sab bhar gaya bhar gaya Behene de mujhe behene de mujhe Behene de mujhe behene de Ohhh Behene de mujhe behene de mujhe Behene de mujhe behene de