laila ki saans ki dor bandha woh deewana woh majunu hai woh hosh nahi behosh baawara nahi jaanta woh kyon hai behosh use rehne do, ki hosh mein woh aayega to neend mein usaki laila ka, (woh khwaab tut jayega - 3) (koi patthar se na mare - 2, mere deewane ko, deewane ko) - 2 so hi lene do, uska dard yehi hai, dawa yehi hai so hi lene do, uska deen yehi hai, jahaan yehi hai so hi lene do, ki woh jaag pada to dar jaayega phir bilak jaayega ki pehlu mein laila nahi hai Find More lyrics at www.sweetslyrics.com maut bhi ghabraayegi - 2 paas mein aane ko (koi patthar se na mare - 2, mere deewane ko, deewane ko) - 2
rakhna sambhaal ke yeh patthar, kal ko woh din bhi aayega jab patthar honge yeh makaan, inki bhi hogi ek zubaan ki dastan-e-laila majunu, shaqs shaqs dohraayega patthar ka dher yeh aaj yeh kal ka tajmahal kehlaayega nahi mil payega - 2 phir waqt tumhein pachhtaane ko (koi patthar se na mare - 2, mere deewane ko, deewane ko) - 2