Aisa phele to Kabhi na hua tha Woh sitara bhi mujhe keh raha tha Jo mujhe kabhi Lagta tha ajnabi sa Ab mujhe wohi lagta hai Zindagi sa Aise kuch to mila tha Kho na jaye Bas yeh dar sa laga tha
Choti choti baaton mein Sochun din mein raaton mein Jo chahun woh ho jaye Kuch aisa ho jaye Boondon ki is barish mein Doondhun mein har khwaish mein Jo chahun woh mil jaye Kuch aisa ho jaye Na na Na Na na Na Na na Na
Har subah mujhe Kuch aisa lagta tha Khwaab tha sabhi Jo humne likkha tha Dekha to abhi Ek pal hi gujra tha Par na jane kyun Kuch aisa laga tha Jaise sadiyan ek pal mein sari Kuch hi baaton mein meri tumhari Beeti kuch aise bani hamari Itni si thi bas apni kahani Aise kuch tu mila tha Kho na jaye bas yeh dar sa laga tha
Choti choti baaton mein Sochun din mein raaton mein Jo chahun woh ho jaye Kuch aisa ho jaye Boondon ki is barish mein Doondhun mein har khwaish mein Jo chahun woh mil jaye Kuch aisa ho jaye woh who Na na Na
Kehna chahun mein Par dil yun dhadka tha Janemaan kyun kuch aise darta tha Jo bhi tha mera us pal woh tera tha Jeena chahe to bas yehi lamha tha Aise kuch tu mila tha Kho na jaye bas yeh dar sa laga tha
Choti choti baaton mein Sochun din mein raaton mein Jo chahun woh ho jaye Kuch aisa ho jaye Boondon ki is barish mein Doondhun mein har khwaish mein Jo chahun woh mil jaye Kuch aisa ho jaye haah aaaah aaahhaa Kuch aisa ho jaye Woh woh Kuch aisa ho jaye yehh yehh yeh Kuch aisa ho jaye Yehh yeh yeh Kuch aisa ho jaye