Ridhi sidhi vridhi hoti Haan tere hi aane se Aur sundar yeh srishti hoti Haan tere aane se Ho moryaa Ho moryaa
Man ke andhere kone mein Jo danav chhupa hai moryaa Uspe hi jai ho to digvijay ho
Teri tarah moryaa
Ganpati bappa moryaa Urja varshi lavkar ya
Ho lakh koi de hunkaare Lakh koi dhamkaaye
Ho ho hum teri rahon pe chalte Hum nahi rukne waale
Deva deva devon ka devta Majha deva devon ka devta Pair yeh rukne na Sar yeh jhukne na dega
moryaa re moryaa Ganpati bappa moryaa Shambhu sutaya Shambhu sutaya Lambodaraya moryaa moryaa re bappa moryaa Ganpati bappa moryaa Deva
Sajjan ki aastha durjan ki nash Tu kaisa bindas hai raja Teri ho pooja phir koi dooja Tu sab ka vishwas hai raja O.. yun toh sabhi devon ke aage Yeh sar juka hai moryaa Par apna hai tu ghar pe hamare Aaya hai moryaa..
moryaa re moryaa Ganpati bappa moryaa Shambhu sutaya Shambhu sutaya Lambodaraya moryaa moryaa re bappa moryaa Ganpati bappa moryaa
Dhan mein phal mein srishti sakal mein Ban mein rann mein kan kan mein Ghar mein than mein ghaj mein gan mein moryaa hai har man mein Ye rang ke thare rang muhare Chal chal chalke har than mein Tej hai bhal hai, shakthi prabhal hai moryaa ke Dashan mein moryaa ke Dashan mein moryaa ke Dashan mein