Hmm, hm hm hm, hey hey hey hey, la la la laa Hm hm hm, ha ha ha ha
Yaad karne se tujhko nikalti hai jaan, nikalti hai jaan Yaad karne se tujhko nikalti hai jaan, hai jaan hai jaan Nikalti hai jaan, hai jaan hai jaan Bhool jaana ab to mere bas mein nahin Naam le lekar tera tadapta hai dil, hai dil hai dil Tadapta hai dil, hai dil hai dil Dil deewana ab to mere bas mein nahin Yaad karne se tujhko
Kehta hain yeh jo mohabbat hai Isse to koi bhi bachta nahin, nahin Jaan-e-jaan ab meri aankhon ko Tere siva koi janchta nahin, nahin Hoke juda kaise rahoon Dil mein hai jo kyun na kahoon Kyun na kahon jaan-e-jaan Paas rehna hai tere apni kasam, kasam kasam Apni kasam, kasam kasam Door jaana ab to mere bas mein nahin Yaad karne se tujhko
Lagta hai sara jahan apna Jab meri baahon mein hoti hai tu, tu Bas jaaoon main teri dhadkan mein Ab to hai is dil ki yeh arzoo, arzoo Aake zara lag jaa gale Dil pe koi bas na chale Badla hai dil ka saman Yaad karne se tujhko nikalti hai jaan, hai jaan hai jaan Nikalti hai jaan, hai jaan hai jaan Bhool jaana ab to mere bas mein nahin Naam le lekar tera tadapta hai dil, hai dil hai dil Tadapta hai dil, hai dil hai dil Dil deewana ab to mere bas mein nahin Yaad karne se tujhko Ha ha ha ha ha Hm hm hm hm hm Ha ha ha ha ha