sun zara, soniye sun zara – 4 aaj khamoshiyon se aa rahi hai sadaa dhadkane hai deewani dil bhi kuch kahe raha hai sun zara, soniye sun zara sun zara soniye sun zara aaj khamoshiyon se aa rahi hai sadaa dhadkane hai deewani dil bhi kuch kahe raha hai sun zara, soniye sun, sun, sun zara beete lamhon ke saaye to bas yahin tham gaye hain yaad mujhe aaye teri baatein palkon ki surkh chaadar pe ashq bhi jam gaye hain teri aankhon se na hat thi aankhein bebasi ka hai alam kya karoon main bataa dhadkane hai deewani dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara sun zara, soniye sun zara aaj khamoshiyon se aa rahi hai sadaa dhadkane hai deewani dil bhi kuch kahe raha hai sun zara, soniye sun zara sun zara, soniye sun zara choom ke apne honthon se tere ghum ko churaa loon laake tujhe de doon, khushiyan saari apne har beqraari ko seene mein hi chuupa loon meri chaatein jaayen, tujhpe waari sehmi sehmi labon mein gul gayi hai dua dhadkane hain deewani dil bhi kuch kahe raha hai sun zara, soniye sun zara sun zara, soniye sun zara aaj khamoshiyon se aa rahi hai sadaa dhadkane hain deewani dil bhi kuch kahe raha hai sun zara, soniye sun zara – 4