Jo Bandishein Thi Zamane Ki Tod Aaya Hoon Main Tere Waste Duniyaa Ko Chhod Aaya Hoon Aaya Tere Dar Par Deewana …(2) Aaya Hoon Aaya, Aaya Tera Deewana Aaya Tere Dar Par Deewana …(2) Tera Deewaanaa…(3) Aaya Tere Dar Par Deewana …(2) ( Tera Deewana, Tera Teraa Deewana, Deewana )…(2) Tera Deewana…(3) Aaya Tere Dar Par Deewaanaa…(2) Ye Hai Tera Hi Saudayi Ye Hai Teraa Hi Shahdayi …(2) Tere Ishq Mein Hai Ise Mar Jaana Aayaa Tere Dar Par Deewaanaa…(2) Tera Jalwa Jo Paoon, Main Har Gham Bhool Jaoon Tera Jalvaa Main Jo Paoon, Main To Har Gham Bhool Jaoon Yeh Aansoo Jo Hai Bahtey, Bas Itna Hai Ye Kahtey Kahaan Tu Aur Kahaan Main, Paraayaa Hoon Yahan Main Karam Itnaa Agar Ho, Ki Mujh Par Ik Nazar Ho…(2)
Jaan-O-Dil Waar Doon Main, Zindagi Haar Doon Main Jaise Shamma Par Marta Hai Parwana Aayaa Tere Dar Par Deewana…(2)
Aayaa Tere Dar Par Tera Hi Deewana… (2) Deewana Tera…(11) Aaya Tere Dar Par Deewana, Deewanaa, Deewana Aayaa Kis Mod Pe Afsana …(6)
Yeh Sitam Ka Riwaj Kyun Hai Jaisa Hai Ye Samaaj Kyun Hai Yeh Duniya Ki Hai Rasmein Main Hoon Ab Inke Bas Mein Yeh Jo Duniyaa Ki Hai Rasmein Main Hoon Ab Inke Hi Bas Mein Na Poochho Kyaa Gila Hai Mujhe Gham Kyun Milaa Hai Tumhein Main Kyaa Bataaoon Mohabbat Jurm Hai Kyun Koi Rotaa Hai Kyun Aisaa Hotaa Hai Kyun Kyun Dil Se Hai Har Ek Anjana Aayaa Kis Mod Pe Afsaanaa …(2) Yeh Kis Maahol Mein Ham Hain Khushi Ke Bhes Mein Gham Hain Kise Apna Kahe Kise Beghana Aayaa Kis Mod Pe Afsana…(2)
Aayaa Kis Mod Pe Meraa Afsaanaa…(2) Afsana Mera …(14) Aaya Kis Mod Pe Afsana, Afsanaa, Afsana Aaya Kis Mod Pe Afsanaa …(4)