Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Ahmet Koc - Awara Hoon (Avare) | Текст песни

(Aawaara hoon, aawaara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon) - 2
Aawaara hoon

Gharbaar nahin, sansaar nahin
(Mujhse kisi ko pyaar nahin) - 2
Us paar kisi se milne ka ikraar nahin
(Mujhse kisi ko pyaar nahin) - 2
Sunsaan nagar anjaan dagar ka pyaara hoon

(Aawaara hoon, aawaara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon) -2
Aawaara hoon

Aabaad nahin barbaad sahi
(Gaata hoon khushi ke geet magar) - 2
Zakhmon se bhara seena hai mera
Hansti hai magar yeh mast nazar
Duniya
Duniya mein tere teer ka ya taqdeer ka maara hoon
Aawaara hoon, aawaara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
Aawaara hoon, aawaara hoon, aawaara hoon

Ahmet Koc еще тексты


Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-