Sham bhi koi jaise hai nadi Lehar lehar jaise beh rahi hai Koi ankahi, koi ansuni Baat dheemi dheemi keh rahi hai Kahin na kahin jaagi hui hai koi aarzoo Kahin na kahin khoye hue se hain main aur tu Ke boom boom boom para para Hai khaamosh dono Ke boom boom boom para para Hai madhosh dono Jo gummsum gummsum hai yeh fizayein Jo kehti sunti hai yeh nigahein Gummsum gummsum hai yeh fizayein hai na
Suhani suhani hai yeh kahani Jo khamoshi sunaati hai Jise tune chaha hoga woh tera Mujhe woh yeh batati hai Main magan hoon par na jaanu Kab aane wala hai woh pal Jab haule haule dheere dheere Khilega dil ka yeh kamal Ke boom boom boom para para Hai khaamosh dono Ke boom boom boom para para Hai madhosh dono Jo gummsum gummsum hai yeh fizayein Jo kehti sunti hai yeh nigahein Gummsum gummsum hai yeh fizayein hai na
Yeh kaisa samay hai, kaisa sama hai Ke shaam hai pighal rahi Yeh sab kuch haseen hai, sab kuch jawan hai Hai zindagi machal rahi, jagmagati jilmilati Palak palak pe khwaab hai Sun yeh hawayein gungunaye Jo geet lajawab hai Ke boom boom boom para para Hai khaamosh dono Ke boom boom boom para para Hai madhosh dono Jo gummsum gummsum hai yeh fizayein Jo kehti sunti hai yeh nigahein Gummsum gummsum hai yeh fizayein hai na