Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Akaash Vani/Акаш и Вани - Bas Main Aur Tu | Текст песни

Diya dhakka raat ko aur ho gayi subah
Nakhrili ose ko bhi hai liya mana
Diya dhakka raat ko aur ho gayi subah
Nakhrili ose ko bhi hai liya mana
Chooti jo baat thi karli hai phir shuru
Rastein bhi hus rahe jo hai chalien
Bas main aur tu
Hmm.. bas main aur tu
Ho.. bas main aur tu

Sochna jo kal hua, sochna kya hoga kal
Behne de befikar, beparwaah yeh saare pal
Chai mein biscuit dooba,baarish se boondien chura
Auron ki na soch tu, aaja chalien
Yoon main aur tu..
Hmm..yoon main aur tu
Hmm..yoon main aur tu

Bandh kanni chaand mein, chal apni patang udha
Aasmaan se phaink langar, taare kuch girayein
Bandh kanni chaand mein, chal apni patang udha
Aasmaan se phaink langar, taare kuch girayein
Kar badal mutthi mein, darr laangein chutki mein
Chalein aaj chal iss tarah ki na ruke the kabhi
Phir main aur tu..
Hmm..phir main aur tu
Hmm..phir main aur tu

Kuch bhi na maangu main, kisi ka na maanu main
Khush hai tu sang hai tu, bus itna jaanu main
Jo degi haath tu, dunga main saath yoon
Main tere saath hoon, chal chal padein
Ab main aur tu
Hmm..ab main aur tu
Hmm..ab main aur tu
Ab main aur tu..

Akaash Vani/Акаш и Вани еще тексты


Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-