Masoom chehra nigaahen farebi Labon pe hasni aur dil mein daga hai Masoom chehra nigaahen farebi Labon pe hasni aur dil mein daga hai Mile dost jisko yahan tere jaisa Mile dost jisko yahan tere jaisa Use dushmanon ki zaroorat hai kya hai Masoom chehra nigaahen farebi Labon pe hasni aur dil mein daga hai
Dil tod diya, kyon itna bata de Phir baad mein bewafa jo chaahe mujhko saza de Dil tod diya, kyon itna bata de Phir baad mein bewafa jo chaahe mujhko saza de Teri berukhi se pareshaan hoon mein Teri berukhi se pareshaan hoon mein Na aaye samajh mein yeh kya maajra hai Masoom chehra nigaahen farebi Labon pe hasni aur dil mein daga hai
Kya usko kahen jo kasmon ko bhoole Apno se karke jafa, gairon ki baahon mein jhoole Nazar mein basa ke nazar pher lena Nazar mein basa ke nazar pher lena Yeh kaisi mohabbat yeh kaisi wafa hai Masoom chehra nigaahen farebi Labon pe hasni aur dil mein daga hai
Jo bharta nahin woh zakhm diya hai Mujhko nahin pyar ko, badnaam tune kiya hai Jo bharta nahin woh zakhm diya hai Mujhko nahin pyar ko, badnaam tune kiya hai Jise maine pooja maseeha bana ke Jise maine pooja maseeha bana ke Na tha yeh pata pattharo ka bana hai Masoom chehra nigaahen farebi Labon pe hasni aur dil mein daga hai Mile dost jisko yahan tere jaisa Use dushmanon ki zaroorat hai kya hai Masoom chehra nigaahen farebi