Na is Dil ko humne samjhaya
dil yahan phir bhi humko leaaya
Salaam,Salaam
Tumhari mehfil mein aa gaye hai 2
To kyun na hum yeh bhi kam kar le
Salam karne ki arzoo hai 2
Idhar jo dekho salaam karle
Yeh dil hai jo aagaya hai tumper
Woh agar na sach yeh hai bandapervar
Jise bhi hum dekhle palatkar 2
Usi ko appna gulaam kar le
Salam karne ki arzoo hai 2
Idhar jo dekho salaam karle
Bhaut se baatein hai tumko kehni
Bhaut se baatein hai humko kehni
Kabhi jo tanha milo kahin tum 2
To baatein hum yeh tammam kar le
Salam karne ki arzoo hai 2
Idhar jo dekho salaam karle
Woh laila majnu ki ho mohahbaat
Ke seeri farhad ki ho ulfat
Zara si tumjo dekho jurrat 2
To humbhi un jaisa kaam karle
Tumhari mehfil mein aa gaye hai
Salam karne ki arzoo hai 2
Idhar jo dekho salaam karle
Alka Yagnik еще тексты
Другие названия этого текста
- Umrao Jaan - Salaam (2)
- Anu Malik - Salaam (0)
- Alka Yagnik - Salaam (0)
- Umrao Jaan /Красавица Лакнау - Salaam (0)
- Bollywood - Salaam (0)
- Красавица Лакнау / Umrao Jaan - Salaam (0)
- Aishwarya Rai - Salaam (Umrao Jaan) (0)
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1