Dekha humein kuch aise ke You looked in a such a way at us
Behka diya humein That you made us loose our self
Tum ne toh khaab dekhna Even to see dreams
Sikhlaadiya humein You managed to teach me
Uss zindagi se Of this life
Kaise How
Sitam ko gilaah karein Can we be upset
Jis zindagi ne aap se The life that to you
Milwaadiya humein Introduced us
Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein
Aankhon mein hain nasheele bhavar In your eyes intoxicating light
Zulf mein leher Waves in your tresses
Aankhon mein hain nasheele bhavar Zulf mein leher Darya yeh kaisa husn ka This wonderful river of beauty
Dikhlaadiya humein You showed it to us
Armaano ka jahaan The land of dreams
Mohabbat ki daastan A story of love
Armaano ka jahaan Mohabbat ki daastan Hum kya kahen ke aapne What can I say about
Kya kya diya humein How much you have given us
Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein
Manzar tamaam rang mein Everywhere is as though, in colour
Doobe huwe se hain Been drowned
Manzar tamaam rang mein Doobe huwe se hain Tumne yeh kis makaam pe What place is this that
Pohchaadiya humein You have bought us to
Yeh aap hai ke aaya hai Is this you or is it
Mausam bahaar ka The season of spring
Yeh aap hai ke aaya hai Mausam bahaar ka Shadaab kar diya humein You sprayed us
Mehka diya humein And gave us your sweet aroma
Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein Tum ne toh khaab dekhna Sikhlaadiya humein Uss zindagi se Kaise Sitam ko gilaah karein Jis zindagi ne aap se Milwaadiya humein