Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Alka Yagnik, Udit Narayan - Раджа Хиндустани Raja Hindustani, 1996 Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne | Текст песни

Jii kar dekhta rahuun
Kya

(Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jii kar dekhta rahuun) - 2
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jii kar dektha rahuun
Tuu hai paagal tuu hai jokar tuu hai dilbar jaanii - 2
Sabse pyaara mera yaara raaja hindustanii
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jii kar dekhta rahuun
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jii kar dekhta rahuun

(Ambar se aaii hai pariyon kii raanii
Dekh jis se hotii hai sab ko hairaani) - 2
Sundar sa mukhda hai phoolon ke jaisa
Hoga na duniya men koii aisa
Kitna siidha kitna sachcha mera raaja kitna achcha
Mujh ko to achchii lagtii hai terii har naadaanii - 2
Sabse pyaara mera yaara raaja hindustanii
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jii kar dekhta rahuun
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jii kar dekhta rahuun

(Koyal ke jaisii hai terii ye bolii
Murat ke jaisii hai surat ye bholii) - 2
Baagon men jaao na dil mera ghabaraae
Pairon men kaant koii haay na chubh jaaen
Main diivaanii ho na jauun terii baaton men kho na
Jauun
Udta baadal bahata paanii bole rut mastanii - 2
Kya
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jii kar dekhta rahuun
O kitna sona tujhe rab ne banaaya
Jii kar dekhta rahuun
Sabse pyaara mere yaara raaja hindustaanii
Tuu hai paagal tuu hai jokar tuu hai dilbar jaanii
Sabse pyaara mere yaara raaja hindustanii
Kitna pyaara tujhe rab ne banaaya
Jii kar dekhta rahuun

Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-