Tujhse naaraz nahi zindagi Hairaan hoon main Ho..hairaan hoon main Tere masoom sawalon se Pareshaan hoon main Ho..pareshan hoon main
Tujhse naaraz nahi zindagi Hairaan hoon main Ho..hairaan hoon main Tere masoom sawalon se Pareshaan hoon main Ho..pareshan hoon main
Jeene ke liye socha hi nahi Dard sambhalne honge
Jeene ke liye socha hi nahi Dard sambhalne honge Muskuraaye to muskuraane ke Karz utaarne honge ho Muskuraun kabhi to lagta hai Jaise hothon pe karz rakha hai
Ho..tujhse naaraz nahi zindagi hairaan hoon main Ho..hairaan hoon main Tere masoom sawalon se Pareshan hoon main Ho..pareshan hoon main
Zindagi tere ghum ne humein rishte naye samajhaye
Zindagi tere ghum ne Humein rishte naye samajhaye Mile jo humein dhoop mein mile Chhanv ke thande saaye
Ho..tujhse naaraz nahi zindagi hairaan hoon main Ho..hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshan hoon main Ho..pareshan hoon main
Aaj agar bhar aayi hai Boonde baras jaayengi
Aaj agar bhar aayi hai Boonde baras jaayengi Kal kya pata inke liye Aankhe taras jaayengi Ho..jaane kab ghum hua kahan khoya Ek aansoo chhupa ke rakha tha
Ho..tujhse naaraz nahi zindagi hairaan hoon main Ho..hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshan hoon main Ho..pareshan hoon main
Ho..pareshan hoon main Ho..pareshan hoon main...........