Gubbare (ost "Ek Main Aur Ekk Tu" / "Я одна и ты один", 2012)
Aasmaan se barse bhar bhar ke Neeley peeley har color ke Tu khele jee bhar ke Aye dil tujhe pata hai Aye dil tujhe pata hai Yeh lamhein aur kya hai Jaanle kisam kisam ke hai Gubbare gubbare Ho.. Gubbare gubbare Ho.. Gubbare gubbare Gubbare gubbare
Koi thoda zyada bhara hai Koi dheela phus padha hai Hawa pe khada hai Har ek mein mazaa hai Aye dil tujhe pata hai Yeh lamhein aur kya hai Jaanle kisam kisam ke hai Gubbare gubbare Gubbare gubbare
Dekho toh zara yeh Zara yeh..kaise hai Muskurahaton ke..bahaane aise hai Janjhaton mein doobi..doobi Haan doobi duniya mein Duniya mein Bulbule khushi ke..khushi ke Khushi ke jaise hai
Zara sambhalke rehna Gumon ka pin chubhe na Kahin na phoot jaye Dhutt teri Yeh pyaare se gubbare Na phir milenge saare Bevkoofi hogi yaar..yeh teri
Ek se hi kahe khele tu Pura guchha lele tu Sajaale mele tu Bol kaisa lagta hai Aye dil tujhe pata hai Yeh lamhein aur kya hai Jaanle kisam kisam ke hai Gubbare gubbare Gubbare gubbare Gubbare gubbare
Ke chahey jitne aur tu phulaa le Gubbare gubbare Haan muskuraake seene se lagaa le