Raathon ko apni palkon se Kwaab sajane do – khwab sajaane do Phir kaabon ko aankon se Neend churane do Kaamoshiyan rakhti hain Apni bhi ek zuban Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do Kuch to hua hai – ye kya huaa Jo na patha hai – ye jo huaa Kuch to hua hai – samjo kuch samjo na Jo kadam kadam chalun Tuje hi te karoon main Saanse bankar tuje od lun Tu kayaal sa mila hai Jisko gin sakun main Aadathon mein tuje jod loon Tujse roshan raathein saari Tujpe hi katam baathein saari Khamoshiyan rakti hain Apni bhi ek zuban Kamoshi ko chupke se sab ke jaane do Kuch to hua hai -ye kya hua Jo na pata hai – ye jo hua Kuch to hua hai – samjo kuch samjo na Tuje ek bar pyaar se jo chu sakoon main Wakt ko fir wahi rok dun Phir dil machul ke gar hadhon ko bhul jaye Dadkano ka safar chod doon Toone di hai sari kushiyan Tu hai to hai meri duniya Khamoshiyan rakti hain Apni bi ek zuban Kamoshi ko chupke se sab ke jaane do Kuch toh hua hai – ye kya hua Jo na patha hai – ye jo hua Kuch to hua hai – samjo kuch samjo na