Sajana Sajana Sajana Main teri tu mera duniya se kya lena Main teri tu mera duniya se kya lena Aab to mujhe hai tujhe har sukh dena Main teri tu mera duniya se kya lena Main teri tu mera duniya se kya lena Sajani Sajani Sajani Tu meri main tera duniya se kya lena Tu meri main tera duniya se kya lena Aab to mujhe hai tujhe har sukh dena Main teri tu mera duniya se kya lena Main teri tu mera duniya se kya lena
Saat pheron wali saari rasme nibhaaungi Saat pheron wali saari rasme nibhaaungi Doli chadhake main aayi kaandhon par jaungi Main bhi diwani saari kasmen nibhaungaa Ab kabhi bhi na tujhe dukh pohchaunga Jo tu nahi to kuch bhi nahi Tuhi to hai mera jaane jaha duniya se kya lena Tu meri main tera duniya se kya lena Tu meri main tera duniya se kya lena Sajani Sajani Sajani Sajani Tu meri main tera duniya se kya lena Tu meri main tera duniya se kya lena Aab to mujhe hai tujhe har sukh dena Main teri tu mera duniya se kya lena Main teri tu mera duniya se kya lena
Sukh mein bhi dukh mein bhi sath nahi chhodunga Sukh mein bhi dukh mein bhi sath nahi chhodunga Ab to kabhi main tera haath nahi chhodunga Meri kismat thi jo maine tujhe paya hai Mujhako to tere liye rab ne banaya hai Dil mein hai tu jaa mein hai tu Tere bina aab jana kaha duniya se kya lena Tu meri main tera duniya se kya lena Tu meri main tera duniya se kya lena Sajana Sajana Sajana Sajana Main teri tu mera duniya se kya lena Main teri tu mera duniya se kya lena Aab to mujhe hai tujhe har sukh dena Main teri tu mera duniya se kya lena Main teri tu mera duniya se kya lena.