Tumse kehdenge hum saari baatein Yeehhh….. Kaise hain apne din kaisi raatein heeyy… Koi na koi hulchul rehti hai dil mein Harpal… log hai kehte paaal… humko oohhoo Here we goo!!! By the way on the way Humko jo mili hai zindagi Gaati hai hasti hai pagli si hai zara Ruthe bhi maane bhi har lamha nayi Hai zindaggi.. moody hai ziddi hai Kya kare kya pata Rukhte hain kahaan hum rok isse Chalte hain hawa ke jhoke se apni to Aisi hai zindagi yahi apni ada hai Kya karein koi bura jo mane kya karein Humse to hain khafa ab sabhi Jaane do chodo bhi Dhadkan jo kahani Hai khul ke ab to sunaani hai bhool Nahi sakta hai isko hain jisne suna Kya chese yeh jawani hai Jo baath hai dewaani hai Sochoge toh jaanoge yeh rastha kyu hum ne chunaa Sunne mein ye suhaani hai jazbaat Ki rawaani hai sunoge to janoge ye Rastaan kyo humne chuna By The Way On The Way Jab dilse hui thi dosti Humne bhi dil ne bhi tha yeh vaada karliya Job hi ho humko to darna hi nahi hai ab kabhi jab Hamein jo lagaa hune vahi kehdiya Rukhte hain kahaan hum rokese Chalte hain hawa ke jhoke se apni To aisi hai zindagi yahi apni ada hai Kya karein koi bura jo mane kya Karein humse to hain khafa ab sabhi Jaane do chodo bhi