Gulposh kabhi itraaye kahin Mehke to nazar aa jaaye kahin Gulposh kabhi itraaye kahin Mehke to nazar aa jaaye kahin
Taaveez banaake pehnoon usay Aayat ki tarah mil jaaye kahin Taaveez banaake pehnoon usay Aayat ki tarah mil jaaye kahin Gulposh kabhi itraaye kahin Mehke to nazar aa jaaye kahin
Taaveez banaake pehnoon usay Aayat ki tarah mil jaaye kahin
Voh yaar hai jo imaan ki tarah Mera nagma vohi mera qalma vohi Mera nagma nagma mera qalma qalma
Main uske roop ka shehdaai Vo dhoop chhanv se harjaai Vo shokh hai rang badalta hai Main rangroop ka saudaai
Main rangroop ka saudaai
Jinke sar ko ishq ki chhaaon Paaon ke neeche jannat hogi Jinke sar ko ishq ki chhaaon Paaon ke neeche jannat hogi Shaam raat meri kaaynaat Vo yaar mera sainya sainya