Matalbi ho ja zara matlabi Duniya ki sunta hai kyun Khud ki bhi sun le kabhi
Matalbi ho ja zara matlabi Duniya ki sunta hai kyun Khud ki bhi sun le kabhi
Kuch baat ghalat bhi ho jaaye Kuch der ye dil bhi kho jaaye Befikar dhadkane, iss tarah se chale Shor goonje yahaan se wahaan
Sooraj dooba hai yaaron Do ghoont nashe ke maaro Raste bhula do saare gharbaar ke Sooraj dooba hain yaaron Do ghoont nashe ke maaro Gham tum bhula do saare sansaar ke
Ask me for anything I can give you everything Raste bhula do saare gharbaar ke Ask me for anything I can give you everything Gham tum bhula do saare sansaar ke (ooo…)
Ataa pataa rahe na kisi ka humein Yehi kahe ye pal zindagi ka humein Ataa pataa rahe na kisi ka Yehi kahe ye pal zindagi ka Ki khudgarz si khwahish liye Be-saans bhi hum-tum jiye Hai gulaabi gulaabi samaa..
Suraj dooba hai yaaron Do ghoont nashe ke maaro Raste bhula do saare gharbaar ke Suraj dooba hai yaaron Do ghoont nashe ke maaro Gham tum bhula do saare sansaar ke
Matalbi ho ja zara matlabi Duniya ki sunta hai kyun.. Khud ki bhi sun le kabhi
Chale nahi ude aasmaan pe abhi.. Pata na ho hai jaana kahaan pe abhi.. Chale nahi ude aasmaan pe Pata na ho hai jaana kahaan pe Ki be-manzilein ho sab raaste Duniya se hon zara faasle Kuch khud se bhi ho dooriyaa
Sooraj dooba hai yaaron Do ghoont nashe ke maaro Raste bhula do saare gharbaar ke Sooraj dooba hain yaaron Do ghoont nashe ke maaro Gham tum bhula do saare sansaar ke
Ask me for anything I can give you everything (ooo… ) Ask me for anything I can give you everything (ooo… )