Meri kismat ke har ek panne pe Mere jeete ji baad marne ke Mere har ik kal har ik lamhe me Tu likh de mera usey Har kahaani me saare qisson me Dil ki duniya ke sacche rishton me Zindagani ke saare hisso mein Tu likh de mera usey Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Uska hoon uss me hoon uss se hoon Usi ka rehne de Main toh pyaasa hoon hai Dariya woh zariya woh jeene ka mere Mujhe ghar de gali de shehar de Usi ke naam ke Kadam ye chale ya ruke ab usi ke vaaste Dil mujhe de agar dard de uska par Uski ho woh hasin goonje jo mera ghar Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Mere hisse ki khushi ko hansi ko Tu chaahe aadha kar Chahe lele tu meri zindagi par Ye mujhse vaada kar Uske ashqon pe ghamon pe dukhon pe Har uske zakhm par Haq mera hi rahe har jagah har ghadi haan umr bhar Ab faqat ho yahi woh rahe mujh me hi Woh juda kehne ko bichhde na par kabhi Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Meri kismat ke har ek panne pe Mere jeete ji baad marne ke Mere har ik kal, har ik lamhe me Tu likh de mera usey Aye Khuda Aye khuda Aye Khuda Aye khuda