Kehte hain khuda ne is jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye Tera milna hai us rab ka ishara maano Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kaise hum jaaneN hume kya pata Kuch toh hai tujhse raabta Tu humsafar hai, phir kya fikar hai Jeene ki wajah yahi hai marna isi ke liye Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
Meherbaani jaate jaate mujh pe kar gaya Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya Tere nazara mila, roshan sitara mila Takdeer ki kashtiyon ko, kinara mila
Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye Teri sauhbat mein duaayein hain usi ke liye Tera milna hai us rab ka ishaara Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye