Mohenjo, Mohenjo, Mohenjo.. Mohenjo Daro Mohenjo, Mohenjo, Mohenjo.. Mohenjo Daro
Miljul aur phir mil Haan miljul aur phir mil Bun le taana baana Tu jaana pehchaana
Miljul aur phir mil Haan miljul aur phir mil
Chand aur sooraj dono ne dekha Mohenjo-daro mein rangon ka mela Mohenjo Mohenjo Mohenjo.. Mohenjo daro
Musha! Ye jo mela hai Musha! Ye jo khela hai Musha! Yehi mela yehi khela hai jeevan
Musha! Arre sun sun sun Musha! Kahein kisko gun Musha! Yahan par dhani hai woh Jo mann ka paaye rang o..
Sabke apne chehre apni boli oo.. Par sab apne hain jaan le tu Haan jaan le Inko gyan de inse gyan le Vyapari banja re.. Pardesi anjaane sabhi ko hai pukaare Mohenjo Daro!
Mohenjo Mohenjo Mohenjo.. Mohenjo-daro
Chand aur sooraj dono ne dekha Mohenjo-Daro mein rangon ka mela
Jo bhi yahan par aata hai Sunte hain woh kho jaata hai Nagri jaadu ki hai ye mujhe hai pata
Jo rang hai, jo dhang hai Behka bhi de, behla bhi de Phir bhi mera mann kehta hai Yeh jaadu toh hone ko hai Apne ko tu khone ko hai..
Musha! Ye jo mela hai Musha! Ye jo khela hai Musha! Yehi mela yehi khela hai jeevan
Musha…
Yahan par dhani hai wo Jo mann ka paaye rang o…
Chand aur sooraj dono ne dekha Mohenjo-Daro mein rangon ka mela Mohenjo Mohenjo Mohenjo.. Mohenjo-daro
Musha! Ye jo raat aayi Musha! Wo ye rut layi Musha! Yehi jo tere mann mein sapne bode
Musha! Mera kehna sun Musha! Wohi rasta chun Musha! Wo hi rasta jise paake tu har chinta kho de
Jag mein kuch tu chaahe Kuch main chaahun Sabke sapne hain jaan le tu Ho jaan le
Sapne poore hon tu ye thaan le Jitni hain aashayein Wo puri ho jaayein Tabhi toh sab aayein Mohenjo-Daro!