pyar naymat hai jo har koi pa nahi sakta pyar nagma hai jo har koi ga nahi sakta pyar dhokha hai ye pyar dhokha hai ye aji kamjaraf kaha karte hai ye hasi dhokha bhi har koi kha nahi sakta pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko is khazane ko is khazane ko is khazane ko jamane se bachaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko
pyar mushkil se mile yar mushkil se mile dilo ko jod de jo taar mushkil se mile pyar mushkil se mile yar mushkil se mile dilo ko jod de jo taar mushkil se mile yu to dil fek jawa lakho mil jaye yaha sarfire aashik ye ban gaye dushman ja har hasina pe mare raat din aahe bhare pyar jhutha hai inka inse kya pyar kare ye to harjai hai bhole hai inse bachke sada rehna
raze ulfat jo samjhana hai to pahlu me aa milke bhawre se kyu nikhar jati hai kali ye milan ho na agar bikhar jati hai kali mai nikharunga tujhe pyar de de tu mujhe ho raaz ulfat ka raaz ulfat ka raaz ulfat ka tu sine me dabaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko
pyar se dekh idhar dekh tarsa na mujhe berukhi chhod de tu or tadpa na mujhe jitna tadpega sanam pyar utna hi badhe jitni pisegi heena rang utna hi chade chhod takrar na kar ab tu inkar na kar ye sitam thik nahi meri sarkar na kar soch diwane jara kya kahega ye jaha bhari mahfil me bhala kaise kahdu tujhe ha koi jalta hai jale aake lag ja tu gale are dunia se to dar aise ruswa to na kar hum to diwane hai mastane hai dunia se bhala darke rahe kyu fir to mahfil se kah deti hu mai to teri hu meri takdir hai tu meri jagir hai tu khwab dekhe jo sanam unki tabir hai tu jindgani tu meri shadmani tu meri yuhi baho me yuhi baho me yuhi baho me sada mujhko jhulaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko sajaye rakhna pyar ke rang se tu dil ko