Suno na suno na Kahe kya Suno na suno na Dil mera Suno na suno na Sunlo zara
Teri bahon mein mujhe rehna hai raat bhar Teri bahon mein Hogi subah
Be intehaan be intehaan Yun pyaar kar Yun pyaar kar Be intehaan
Dekha karon Sari umar Sari umar
Tere nishaan Be intehaan Koi kasar na rahe Meri khabar na rahe Choole mujhe iss kadar Be intehaan
Jab saanson mein teri Saasein ghuli toh Phir sulaghne lagey Ehsaas mere mujhse Kehne lagey Haan bahon mein teri Aake jahan do Yu simatne lagey Sailaab jaise koi Behne lagey
Khoya hoon mein Aagosh mein Tu bhi kahan ab hosh mein Makhmali raat ki Ho na subah Be intehaan be intehaan Yun pyaar kar Be intehaan
Hmm Hmm Hmm Hmm
Gustakhiyaan kuch tum karo Kuch hum karein Is tarah Sharmake do Saaye hai jo Mooh pher le Humse yahan Haan choo to liya hai Yeh jism tune Rooh bhi choom le Anfaaz bheege bheege Kyun hai mere
Haan yun choor hoke Majboor hoke Qatra qatra kahe Ehsaas bheege bheege Kyun hai mere
Do bekhabar Bheege badan Ho besabar Bheege badan Le rahe raat bhar angraaiyan
Be intehaan Be intehaan be intehaan Yun pyaar kar Be intehaan Dekha karon Saari umar
Tere nishaan Beinteha Koi kasar na rahe Meri khabar na rahe Choole mujhe iss kadar be intehaan