Re baandhe, re baandhe, re baandhe Moh se mohe baandhe Haan mohe baandh woh nainon ki dor se Hai yeh pyaar kaisa Iska raaz hai kya bol de Keh bhi de.......
Kabhi sakoon kabhi laage bala hai Kabhi dua kabhi laage halaa hai Nainon se yeh kya ho chalaa hai Bairiya o bairiya, mujhe sataa na bairiya Bairiya o bairiya, mujhe sataa na bairiya
Kaisi yeh thi jo raatein jaane Taaron ko chhaanate re Kaisi yeh thi jo raatein jaage Raatein jaage aur Taaron ko chhaanate re Palkon ki dibbiya mein rehte Khwaab hain udne ko kehte Haathon se choota, Choota chala hai jiya Bariya, Bairiya o bariya... mujhe sataa na bairiya
Udne lagi hai khamoshi se Baaton ki parchiyaan Udne lagi hai, khamoshi se Khamoshi se baaton ki parchiyaan Hone lagi aadhi-aadhi Aankhon se hi kai baatein Saansein jala ye ishq ki sardiyaan Bairiya.. o.. bairiya Bairiya o bairiya, mujhe sataa na bairiya
Bairiya o bairiya, mujhe sataa na bairiya Kabhi dua kabhi, kabhi halaa Bairiya o bairiya Bariya.............