Kismat mein meri chain se jeena likhde Doobe na kabhi mera safeena likh de Jannat bhi gawara hai, magar mere liye Aye Kaatib-e-Taqdeer, Madina likhde
Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam (x2) Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge
Haami-e-bekasaan, kya kahega jahan (x2) Aapke darr se khaali agar jayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Koi apna nahi gham ke maaray hain hum (x2) Aapke darr pe faryaad laaye hain hum Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum (x2) Aapka naam le le ke marjayenge
Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Kya tumse kahoon aye Rab ke Kunwar Tum jaanat ho mann ki battiyaan Darr furqat toh aye ummi-laqab Kaate na katathi hai ab rattiyaan Turi preet mein sudbud sab bisri Kab tak ye rahegi yeh beqabri Daah-e-ka pigan duzdi da nazar Kabhi sun bhi toh lo humri battiyaan Aapke darr se na koi khaali gaya (x2) Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya Ho habeeb-e-hazin (x2) par bhi aaqa nazar Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge
Tajalliyon ki ajab hai fizaa Madine mein Nigah-e-shauk ki hai inteha Madine mein Gham-e-hayat na khauf-e-khazaa Madine mein Namaz-e-ishq karenge adaa Madine mein Barah-e-raas hai raahe-e-khuda Madine mein
Aao Madine chalen, Aao Madine chalen Isi mahine chalen, Aao Madine chalen Maikashon aao aao Madine chalen Dast-e-Saaqiy-e-Kausar se peene chalen Yaad rakho agar (x2), uthgayi ek nazar Jitne khaali hai sabb jaam bhar jayenge Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr Sakht mushkil hai Aaqa kidhar jayen hum Ap hi garr na lenge, hamari khabar Hum musibat ke maaray kidhar jayenge Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Ya Mustafa, ya Mujtaba, Eraham-lana, Eraham-lana Dast-e-hama, bechara ra Daama tuhi, daama tuhi Mann aasiyam, Mann ajizam Mann bekasam, Haal-e-mara Pursan tuhi, pursan tuhi Aye Mushtub-e-Zumbar fishaan Paike naseem-e-subha Hadam Aye charagar insa-nafas Aye musliheh beemar-e-gham Aye qaasid-e-parkhundapaye Tujhko usi gul ki kasam Innil taya ree has saba Yauman ila-ardil-Haram Balligh salami Roza tann Fi-han Nabi-al-mohtaram Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge Haami-e-bekasaan kya kahega jahan Aapke darr se khaali agar jayenge Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram