Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

babo✿ - Fanaa (OST слепая любовь ) | Текст песни

Subahaan Allah Subahaan Allah

Chand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bataa
Sharm-o-haya ke parde girake karni hai humko khata
Zid hai aab to hai khud ko mitaana hona hai tujh mein fanaa
Chand sifarish jo karta hamari deta who tumko bataa

Teri aadaa bhi hai jhonkewali
Chooke guzar jaane de
Teri lachak hai ke jaise daali
Dil mein utar jaane de
Aaja baahon mein karke bahaana
Hona hai tujh mein fanaa

Chand sifarish jo karta hamari deta who tumko bataa
Sharm-o-haya ke parde girake karni hai humko khata
Subahaan Allah Subahaan Allah
Hain jo iraade bata doon tumko
Sharma hi jaaogi tum
Dhadkanein jo suna doon tumko
Ghabraa hi jaaogi tum
Humko aata nahin hai chupana
Hona hai tujh mein fanaa
Chand sifarish jo karta hamari deta who tumko bataa
Sharm-o-haya ke parde girake karni hai humko khata
Zid hai aab to hai khud ko mitaana hona hai tujh mein fanaa
Chand sifarish jo karta hamari deta who tumko bataa
Sharm-o-haya ke parde girake karni hai humko khata

Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Популярное сейчас
Видео
Нет видео
-