Choomantar (OST Невеста моего брата (Mere Brother Ki Dulhan)
Chhoomantar.. Chhoomantar..
Choomantar ho Aaja chal gum ho jaayein Choomantar ho Khud se hi khud kho jaayein Choomantar ho Nazaron mein hum na aayein Dhoonde jahaan Hum bhi na jaane hum hain kahaan Chhoo le zameen se wo aasmaan Chal lo re lo re chalo re o re
What is wrong. lemme do..
Are you ready for this…
Thodi si yaari yaara raahon se nibha le Apne pe bhi to kabhi apni chala le (x2)
Hum chalein kahin Aawara ho kar naape zameen Hum dhoonde kahin Kuch aisa jo khoya hi nahi
Chhoomantar ho – aaja chal gum ho jaayen Chhoomantar ho – khud se hi khud kho jaayen Chhoomantar ho – nazron mein hum na aayen
Ho choo mantar! Ho choo mantar!
Palkon ki daali pe jo sapne lage hain Khwahishon ki garmi se wo pakne lage hain (x2)
hmm.. ruko zara, Dekhen to kya hai ye maajra hmm.. sabhi tarah Khwahishon se hai ye dil bhara
Chhu mantar ho – aaja chal guum ho jaayein Chhu mantar ho – khud se hi khud kho jaayein Chhu mantar ho – nazaron mein hum naa aayein
Dhoonde jahaan Hum bhi na jaane hum hain kahan Choo le zameen se wo aasmaan Chal lo re lo re..