Chupke se chori karo Chori mein kitna maza Phir seena zori karo, Duniya se nazrein bacha Pakde agar jo gaye, Moti milegi sazaa Duniya se darr jo gaye, Dhadkan ki dholak baja
Nach le nach le Khul ke tu nach le Ulta de dhun aur palta de taal Nach le nach le, Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhoochal Nach le nach le, Khul ke tu nach le Ulta de dhun aur palta de taal Nach le nach le, Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhoochal
Masti chura aur thodi khushiyan chura Hai gham ka pehra bada Duniya mein kya hai? Kyun hai? kab hai? kaisa hai? Socho na sapna saja Sapne mein pankh laga, Usko falak mein udaa Tu hi toh rab hai rab hai rab hai tera Gham ki kya fiqar hai tujhko, jee le aaj re Dil khuli kitaab hai, jo chaahe baach le Band saath hai bhangra tu kuch bhi naach le Garba jiska daandiya tu jee le aaj re Nach le nach le Nach le nach le, Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le, Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhoochaal
Chup chupke aaya koi, Oh haule se dil mein ghusa Aur phir ijazat bina, Chori se dil mein basa Main toh behakne lagi, Jeene ka aaya maza Palkon mein sapne saje, Saanson ka saaz baja...
Nach le nach le, Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le, Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhoochaal Nach le nach le, Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le, Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal
Aye chori hua dil toh yeh chori hua Kab jaane tere hua Yaara oh tere bina mera jeena bhi kya jeena Yeh kya hua, jaanu na kaisa hua Khela ishaq ka juaa Kar baithi thodi teekhi thodi meethi khataa Dil ko bhaa gaye hai tere andaaz re Aankhon se bhi khul na paaye apna raaz re
Hey jaadu tera chal gaya hai hum pe aaj re Pyaar ka khumar leke tu bhi naach le Nach le.. Nach le nach le, Khul ke tu nach le Ultaade dhun aur paltaade taal Nach le nach le, Jee bhar ke nach le Karde bawaal uthe dil mein bhoochaal