Ajab Lehar hai Meri Padosi Ajab se chitte Ajab Ishare

Hai Zindagi ke Ajab se rang dhang Ajab si dhun mein mujhe pukaarie

Ajab Lehar hai Meri Padosi Ajab se chitte Ajab Ishare Yeh Pyaas kaise ki paniyon ko Kareeb se bas mein behte dekhun Aur apne Khawabon Ke sang sach ko Bade sukun se mein rehte dekhun
Ajab jharokhe se khul gaye hai Ajab si khidki Ajab nazare
Ajab Lehar hai Meri Padosi Ajab se chitte Ajab Ishare
Nishan kal ke jo ret pe the Unhein samundar ne pee liya hai Aur ek jhoke ne basuri se Guzar ke lamhon ko jee liya hai Ajab si barish yeh ho rahi hai Barash rahein hai yeh chand tare