Thodi thodi guzre pakad kabhi taaza si hawayein Saate saate se yeh rishte apni baah ko filayein Mera mann, toh bas gungunana chahe Uska mann, khul ke geet gaana chahe Muskurayo, main woh khilkhilana chahe Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori Zaroori hai yeh dooriyan
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori Zaroori hai yeh dooriyan
Zyada nasdeekyon mein dooriyon ke hote hain ishaare Hum toh leheron ko chakhna na meethay nahi paani hai yeh khaare Love kahe, mere paas tum na aana Door se, accha hai timtamana Varna adh mein hoga dard-e-jaana Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori Zaroori hai yeh dooriyan
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori Zaroori hai yeh dooriyan
Main toh aisi baarish hoon Jo teen ki chhat pe kud ke barse Woh kuyar dheemi rut ki baras na paaye Chhod ke tarse, dono barse Par sang sang kahan hai, thodi doori se Zindagi aasan hai, meri duniya aur uska bhi jahan hai Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi http://www.top10bollywood.com/
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori Zaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyan Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori Zaroori hai yeh dooriyan