Khwabo khayalo khwahisho ko chehra mila - (2) Mere hone ka matlab mila, koyee mil gaya, koyee mil gaya Ha kaun mil gaya, koyee mil gaya Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho....... Yu toh ham tum milane ko milate rahe - (2) Par kyon aaj aisa laga, koyee mil gaya, koyee mil gaya Ha kaun mil gaya, koyee mil gaya
Mujhse milkar kya hota hai yeh batlao na, yeh batlao na Bat yeh ham kano me kahenge pas me aao na, pas me aao na Jo bat tum kahoge woh bat mai bhee janu Yeh pas me aane kee mai bat nahee manu Suno na, suno na, suno na Yu toh baate karne ko karte rahe Par kyon aaj aisa laga, koyee mil gaya, koyee mil gaya Ha kaun mil gaya, koyee mil gaya
Aakar mere pas mai tum ho Jakar bhee ho pas ja kar bhee ho pas Iss ehsas ke jaisa koyee aur nahee ehsas, aur nahee ehsas Yeh jo bhee ho raha hai, kyon janta nahee mai Apne hee dil kee baate pehchanta nahee mai Pehchano, pehchano, pehchano Yu toh apna pehle bhee dhadka jiya Par kyon aaj aisa laga, koyee mil gaya, koyee mil gaya Ha kaun mil gaya, koyee mil gaya Khwabo khayalo khwahisho ko chehra mila Mere hone ka matlab mila Yu toh ham tum milne ko milte rahe Par kyon aaj aisa laga, koyee mil gaya, koyee mil gaya