Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daaru desi
Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daaru desi
Ladkhadane lagi mushkurane lagi Bewajaah har jagaah aane jaane lagi Tu mujhe main tujhe Jo bhi ho dil me woh khul ke bataane lagi
Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daaru desi
Waqt bhi sarfira sa lage Bhaagta saa rahe har jage Waqt ko in dino sujhne hai lagi dillagi Ho, yaariyaan gadiyaan jab huyee Mastiyaan sastiyaan tab hui Aaj kal marziyon ki jagah se thhagi zindegi
Sath hum jo chale Ban gaye kaafilein Aur koi hamen ab mile na mile Mauj hai roz hai.. Roke se bhi naa ye rukte kabhi silsile (Come on, come on)
Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daaru desi
Hai chadi hai chadi iss kadar Ghumti jhumti har dagar Befikar befikar saa lage zindegi ka safar Yaar ko yaar ki hai khabar Pyaar se pyaar si baat kar Yei Jahan hai jahan Hum rahein ab woh hi umra bhar
Dhup ko thaam ke chal pade na thake Fursaton mein rahe, kaam ho naam ke Befikar befikar subhaa suhaanee ho khali ho pal sham ke
Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daru desi
Ladkhadane lagi mushkurane lagi Bebajaah har jagaah aane jaane lagi Tu mujhe main tujhe Jo bhi ho dil me woh khul ke bataane lagi