Nagendra haraye trilochanaye
Bhasmakar nagaye maheswaraye
Vidhyaye sudhyaye digambaraye
Tasmai na karaya namah shivaya
Adbhut anupam atulit varvadhu
Sakal vishwa mein gauri shiva hai
Adbhut anupam atulit varvadhu
Sakal vishwa mein gauri shiva hai
Swayam hi rachana swayam rachita
Sakal vishwa ke gauri shiva hain
Yagya swarupay jata dharay
Pinak hastey santanay
Divyay devay digambaray
Tasmayi ya karaya namah shivay
Subha vivaah ke pawan kshan hain
Teeno loak phoolkeet prashanna hain
Haa pushpo ki varsha karte devghan
Harshit ambar dhara dhisha hain
Swayam hi rachana swayam rachita
Sakal vishwa ke gauri shiva hain
Yagya swarupay jata dharay
Pinak hastey santanay
Divyay devay digambaray
Tasmayi ya karaya namah shivay
Prem ki paribhasha hai dono
Prem ki abhilasha hai dono
Parakashtha sambandho ki
Aadarsho ke gyani pita hai
Swayam hi rachana swayam rachita
Sakal vishwa ke gauri shiva hain
Yagya swarupay jata dharay
Pinak hastey santanay
Divyay devay digambaray
Tasmayi ya karaya namah shivay
Nagendra haraye trilochanaye
Bhasmakar nagaye maheswaraye
Vidhyaye sudhyaye digambaraye
Tasmai na karaya namah shivaya
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1