Har har mahadev ho shivji bihane chale Shivji bihane chale paalki sajayke Bhabhuti lagaye ke paalki sajayke la O jab shiv baba kare taiyari Kaike sakal saman ho Daine ag trishul viraje Liye mand muskan ho Brahma chale vishnu chale Lai ke ved puran ho Shakh chakra aur gada dhanush lai Chale shri bhagawan ho Aur ban-than ke chale bom bhola Liye bhaang dhaatur ka gola Bole ye hardam Chale ladaka paraye ke Babhuti lagaye ke paalki sajayake la O shivji bihaane chale paalki sajaayake Bhabhuti lagaye ke paalki sajayake la Ho leke jab vo dekhe gardiya Are bhole ko jab dekhe gardiya Diye raah batai ho Dhanya ho gaye bhaag hamare kaisan subh ghadi aayi ho Aashis ke bhole siv pyare sang chado baarat hamare Khusiya manaai ke paalki sajaayake Bhabhuti lagaye ke la Dekh najara asoor ke bhi jiyara ese dolan ho Sanga barati chalne ko bhole se har koi bolat ho Shivji ke sab koi pyare sab ho rahe bhav vibhor ho Bhut pisach bhi jhoome naache dekhe bhole ki or ho Mann hi mann phole na samaye prit ne sab pe barsaye Hash ke hashai ke paalki sajaayake bhabhuti lagaye ke la
Все возрадовались, когда Шива отправился во дворец. В правой руке Он держал трезубец. И на Его лице играла сдержанная улыбка. В правой руке Он держал трезубец. И на Его лице играла сдержанная улыбка.
Рядом шли Брахма и Вишну, они несли Веды и древние писания. Рядом шли Брахма и Вишну они несли Веды и древние писания.
В руках у Вишну палица, диск, лотос и раковина.
В правой руке он держал трезубец. И на его лице играла сдержанная улыбка.