[Anjana dil kya jane Begana dil kya jane Dar jata hai kyon paake khushiyan Yeh jo mein bekararr hoon Har lambha Ishq to nahi Yeh jo mujhe bekhudi se hai Tu kahin mujhe mein hai kahin] 2
Kabhi baahon mein hai duniya Kabhi khali kahli rahein Kabhi bharta hai dil thandi thandi aanhein Kabhi Aankhon mein hai sapne Kabhi palkon pe hai aanshon Yeh ishq dikhaye kaise kaise jaado Kabhi dhoop kabhi barsaatein Kabhi tanha tanha raatein
Mausam hai kitne aate jaate en wafhaon ke
Anjana dil kya jane Begana dil kya jane Dar jata hai kyon paake khushiyan Yeh jo mein bekarara hoon Har lambha Ishq to nahi Yeh jo mujhe bekhudi se hai Tu kahin mujhe mein hai kahin
Milna hai pal do pal ka Phir lambi hai tanhayi Parchai se kat jaati hai parchai Kho jaata hai woh chehra Bas aati hai h awaazein Dil karta hai khud se hi aksar baatein
Anjana dil kya jane Begana dil kya jane Dar jata hai kyon paake khushiyan [Yeh jo mein bekararr hoon Har lambha Ishq to nahi Yeh jo mujhe bekhudi se hai Tu kahin mujhe mein hai kahin]2