La, la la la la la, la la la la la la la La, la la la la, la la la la la Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha Tu hai jahan main hoon vahan Ab to yeh jeena tere bin hai saza O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah - 2 Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha La la la la la, la la la la la Main aawaaz hoon to tu hai geet mera - 2 Jahan se niraala manmeet mera Mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha Tu hai jahan main hoon vahan Ab to yeh jeena tere bin hai saza
--MALE-- Kisi mod pe bhi na yeh saath toote Mere haath se tera daaman na chhoote
--FEMALE-- La la, la la la, la la la Kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na roothe Mere pyaar ki koi khushiyaan na loote
--MALE-- Mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha Tu hai jahan main hoon vahan Ab to yeh jeena tere bin hai saza
--FEMALE-- Tujhe main jahan ki nazar se chura loon Kahin dil ke kone mein tujhko chhupa loon
--MALE-- Kabhi zindagi mein pade mushkilein to Mujhe tu sambha le, tujhe main sambha loon
--FEMALE-- O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah - 2 Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha
--BOTH-- Tu tu hai vohi dil ne jisse apna kaha Tu hai jahan main hoon vahan Ab to yeh jeena tere bin hai saza O la la la la la la, la la la la la la la la Phir ho na judaa, haan yeh vaada raha