(Adnan Dhool Begins) Teri baahon mein jo sukoon tha milaa Maine dhoondha bahut par, phir na mila (Instrumental Break) (Momina Mustehsan Begins) Duniya, choona, chahein mujhko yoon Jaise unki saari ki saari, main Duniya dekhe roop mera, koyi na jaane bechari main Haaye tooti saari ki saari main Tere ishq mein huyi awari main Haaye tooti saari ki saari main Tere ishq mein huyi awari main (Instrumental Break) Koyi shaam bulaaye, koyi daam lagaye Main bhi oopar se has-ti par andar se haaye Kyun dard chupaaye baithi hai Kyun tu mujhse kehti hai Main toh khud hi bikhra huya Haaye andar andar se toota main Tere ishq mein khud hi se rootha main Haaye andar andar se toota main Tere ishq mein khud hi se rootha main (Instrumental Break) Main jee bhar ke rolun, teri baahon mein solun Aa phir se mujhe mil, main tujh-se yeh bolun Tu anmol thi, pal pal bolti thi Aisi chup tu laga ke gayi, saari khushiyan khaa ke gayi Haye andar andar se toota main Tere ishq mein khud hi se rootha main Haaye teri hoon saari ki saari main .. ho .. oo .. Par tere liye baazari main