Samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai... (2) mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai... (2) samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai... (2) meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai... (2)
tere mehandi lage haathon mein jab hudi khanakti hai toh iss gori kalaai mein yeh dil banke dhadakti hai yeh dil banke dhadakti hai... (2) yeh chudi aashiqon ko pyar ke nagme sunati hai suhani raat ki khamoshiyo mein heer gaati hai yeh chudi heer gaati hai... (2) zameen par jo utar aaya yeh woh jannat ka nagma hai samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai
mere mehboob jaisa iss zamaane meinnahi koi diya leke bhi dhundo toh nahi aaisa hasi koi nahi aaisa hasi koi... (2) kabhi tuute se tuute na hamare pyar ki dori teri chahat bhi bas mere liye anmol hai gori badi anmol hai gori... (2) juda hum tum nahi honge humara tumse waada hai samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai