Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho... (2) Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tere Dil Mein Meri Saanson Ko Panaah Mil Jaaye Tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye Jitne Paas Hain Khushbu Saans Ke Jitne Paas Hothon Ke Sargam Jaise Saath Hain Karvat Yaad Ke Jaise Saath Baahon Ke Sangam Jitne Paas Paas Khwaabon Ke Nazar Utni Paas Tu Rehna Humsafar Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Rone De Aaj Hamko Do Aankhen Sujaane De Baahon Mein Lene De Aur Khud Ko Bheeg Jaane De Hain Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Choot Jaayega Hain Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jaayega Jitne Paas Paas Dhadkan Ke Hain Raaz Jitne Paas Bundon Ke Baadal Jaise Saath Saath Chanda Ke Hain Raat Jitne Paas Nainon Ke Kaajal Jitne Paas Paas Saagar Ke Lehar Utne Paas Tu Rehna Humsafar Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Adhoori Saans Thi Dhadkan Adhoori Thi Adhooren Hum Magar Ab Chaand Poora Hain Falak Pe Aur Ab Pooren Hain Ham