Kehte hain padh likhkar aakhir kya karogi Tumko toh kisi ka ghar basaana hai Kehte hain tum ho amaanat doosron ki Unsey kaho apni bhi zidd hai Tode hum saare ye pinjre
Chulein aasmaan ye jahaan hum jeet lein Badle daastan, har dhadkan bole Chulein aasmaan ye jahaan hum jeet lein Badle daastan, har dhadkan bole
Kehte hain: bete budhape ka sahara hain Betiyaan, bas ek bojh hain Kehte hain: jo bura hua tera kusoor hai Unsey kaho, apni bhi zidd hai Tode hum saare ye pinjre
Chu le aasmaan ye jahaan hum jeet lein Badle daastan, har dhadkan bole Chu le aasmaan ye jahaan hum jeet lein Badle daastan, har dhadkan bole
Har zarra ye kahe, ab hum hai sang tere Roke se na ruke.. hey, hey... Har qatra cheekh ke, dohraaye sang mere Ab roke na ruke.. hey, hey... Chhule aasmaan..
(Koi agar humse pooche, kaun hai hum Chahe hum jo bhi hai, apni pehchan kahe Jab tak hai humaare beech barabari na ho Tab tak kaise, khud ko hum insaan kahe)
Chule aasmaan ye jahaan hum jeet lein Badle daastan, har dhadkan bole Chule aasmaan ye jahaan hum jeet lein Badle daastan, har dhadkan bole..