Saari raat aahein bharta Pal pal yaadon me marta Maane na meri mann mera Sooni sooni shaam soone savere Behte hain aansoo mere Jaane kuch bhi na mann mera Kabhi tera tha jo begaana hai ab woh Deewana deewana samjhe na Kabhi khoya rahe, kabhi roya phir kare Kabhi toote hue sapne sanjoya phir kare Koi mann se uljhe naa, koi mann se jeete naa Din raina aise kar diye bitaaye beete na re Mann mera maane naa mann mera
Rug rug woh samaaya mere Mujhko khudaya mere Uss se mila yaa de mita Karoon fariyaad pukaaru tujhko Yaa to de dilbar mujhko Dil Yaa seene se de hataa
Mujhe saari umar ab sataana hai woh Deewana deewana samjhe naa ho ho...
Kabhi khoya rahe, kabhi roya phir kare Kabhi toote huey sapne sanjoya phir kare Koi mann se uljhe na, koi mann se jeete naa Dil raina aise kar diye bitaaye beete naa re Mann mera... maane naa mann mera
Aisa bhi kya re dil ka lagaana Aisi bhi kya re mohabbat Aankhein milake ye maine jaana Rone se milti nahi fursat
Kabhi chup chup rahe kabhi zidd pe aa jaaye Bas ek tariqa dhoonde Jis se tujhko paa jaaye Kabhi tujh bin jee lunga Kabhi marr jaaunga main Khud se sau baatein karta haaye Khud ko bharmaaye re Mann mera... maane na mann mera