Oh shonduri.. Tomar monta diye jao Tara tari eshe jao Tomar monta diye jao Tara tari eshe jao Bengali word’s meaning: (Shonduri: Sundari; Monta: Dil; Tara tari: taada taadi) Tang tang tang…
Tune maari entriyaan re Dil mein baji ghantiyaan re Tang tang tang… Tune mari entriyan re Dil mein baji ghantiyaan re Tang tang tang…
Dil ki sun commentriyan re Pyaar ki guarantiyan re Tang tang tang…
Arey taada taadi karna Na ab nahi sudharna Phootne laga hai Arey chaahaton ka jharna
Dil ki na marammatein ho’n Naa ho koi warrantiyan re Tang tang tang… Tune mari entriyan re Dil mein baji ghantiyaan re Tang tang tang…
Seeti veeti, aankhein vaankhein na yun maaro Phenko na chaahat ke daane Haa, Majnu-Ranjhe sare jhuthe hain yahan pe Jhoothe hain dil ke fasaane
Ho.. chaahe toh, le le tu Wafaa ki aaj kasme-wasme Ho.. na hun main, na hai dil Zara bhi dekh apne bas mein, bas mein
Peechhe meri aashiqon Peechhe meri aashiqon ki poori poori countriyan re Tang tang tang… Ho.. maine meri entriyaan re Dil mein baji ghantiyaan re, Tang! Tang tang tang…
Haan meethi meethi baatein karke aana chaahe Bheed se nazdeek pyaare Haan bhole panchhi tu na samjhe ke main kya hoon Sholon ko samjhe tu taare
Ho.. jo bhi hai, jaisi hai Meri hai jaan maine maana Ho jo bhi ho jaise ho Maine hai yaar tujhko paana, paana..
Senti hoke baatein bhi Arey senti hoke baatein bhi Tu kar raha hai sentiyaan re, tang! Tang tang tang…
Haan.. maine maari entriyaan re Dil mein baji ghantiyaan re.. Tang tang tang…
Arey taada taadi karna Naa ab nahi sudharna Phootne laga hai Arey chaahaton ka jharna
Dil ki na marammatein ho’n Naa koi warrantiyan re, tang ! Tang tang tang… Ho ho.. Tune mari entriyan re Dil mein baji ghantiyaan re, Tang!