har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor - (3) haan usika noor roshni kaa koi dariyaa to hai, haan kahi pe jaroor - (3)
ye aasmaan, ye jamin, chaand aur sooraj kya bana saka hai kabhi koi bhi kudrat - (2) koi to hai jiske aage hai aadmi majboor - (2) har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor
insaan jab koi hai raah se bhatkaa isne dikhaa diyaa, usko sahi rastaa - (2) koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door - (2) har taraf, har jagah, har kahi pe hai, haan usika noor roshni kaa koi dariyaa to hai, haan kahi pe jaroor
(har taraf- In every direction)(har jagah -at every place)(har kahin -everywhere)(pe hai-is present/exists) (haan-yes) (usi ka-only HIS/God's) (nuur-Light/ beauty)
---- In every direction, every place, everywhere it exists, ya its only HIS(God's) light/Beauty.
(haan usi ka nuur) ---- yes, only HIS(God's) light/Beauty.
(roshni-Light) (ka-of) (koi-some) (dariyaa-river) (to hai - must present/exist)(haan-yes) (kahin pe-somewhere) (zaruur- definately)
---- somewhere, without doubt, flows some river of light