Khuda Ko Dikh Raha Hoga, Na Dil Tujhse Juda Hoga, Teri Taqdeer Mein Mujhko, Wo ab To Likh Raha Hoga
(khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga teri taqdir mein mujhko, woh ab do likh raha hoga) – 2 (tera hi bas hona chaahoon tere dard mein rona chaahoon tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon) – 2 (kar le kabool khudaya mere sajde ab toh naseeb mein kujh likh de ho kar le kabool khudaya mere sajde ab toh naseeb mein kujh likh de) – 2 tu phir na soya hoga, shayad phir roya hoga – 2
aasu meri palkon pe, yun hi na aaya hoga dena mujhko aawazein ya sunn meri fariaadein ghere hain mujhko yaadein, bin tere tujhe hi bas paana chaahoon khud ko main khona chaahonn tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon tera hi bas hona chaahoon tere dard mein rona chaahoon tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon (khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga teri taqdir mein mujhko, woh ab do likh raha hoga) – 2
dil ne ibaadat ki hai, teri bas chahat ki hai – 2 likhaaya arziyon mein, tujh bin jina nahin hai mujh mein ab main kahan hoon tujh mein rehne laga hoon main toh bas jee raha hoon, bin mere tujhe khwaab mein dikhna chaahoon teri saans mein khona chaahoon tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon tera hi bas hona chaahoon tere dard mein rona chaahoon tere dil ke inn zakhmo pe, marham main hona chaahoon (khuda ko dikh raha hoga, na dil tujhse judaa hoga teri taqdir mein mujhko, woh ab do likh raha hoga) – 2