Zindagi se choora ke Zindagi mein basa ke Zindgaani banaya hai toojhe Roothe rab ko mana ke Aasmaan ko jhooka ke Zindgaani banaya hai toojhe Tu mila jis tarah sabah mile Tu mila jis tarah silah mile Tu mila jis tarah duaa mile, bakhuda Tu mila toh jaise main ji gaya Tu mila mukammal main ho gaya Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda
Zindagi se choora ke Zindagi mein basa ke Zindgaani banaya hai toojhe
Mehfoos tu mehsoos kar Tere paas hoon main sada Tujhse nahi ho sakta main Pal bhar bhi ab judaa Ab saath hain hum iss tarah Aankhon ke sang palkein Aa waqt ko yeh baat hum Ik baar phir se kehde Saare ghum se chupake Har nazar se bacha ke Zindgaani banaya hai toojhe
Tu mila jis tarah sabahh mile Tu mila jis tarah silahh mile Tu mila jis tarah dua mile bakhuda Tu mila toh jaise main ji gaya Tu mila mukamaal main ho gaya Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda
Baahon mein aa ho jaayenge Shikve sabhi khud fanaa Honthon se main tujhko suno Aankhon se tu kuch suna Tu aks hai, main aayina Phir kya hai sochna Ik doosre mein kho ke hai Ik doosre ko paana Kismaton ko jaga ke Har jahaan ko hara ake Zindgaani banaya hai toojhe
Tu mila jis tarah sabahh mile Tu mila jis tarah silahh mile Tu mila jis tarah dua mile bakhuda Tu mila toh jaise main ji gaya Tu mila mukamaal main ho gaya Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda